Jhuki nazre, Ye Masoom chehra,
Tere hansi Lub ka yun Mushkurana,
Teri Ek ada pe ho jaye gar koi #Dil deewana,
Deewana, Deewana, Deewana...!!!
Ye Hanshi Raat Aur ye mausam suhana,
suhana, suhana, suhana...!!!
#Dil Ki gustakh Nazron se Ab Tum khud kobachana,
Bachana, bachana, bachana...!!!
Ho Jaogi Deewani Ek Din Tum Bhi,
Dekh Ke Andaz Mera Shayraana,
Shayraana, shayraana, shayraana...!!!
DilSe
MD Irfan
No comments:
Post a Comment
Thank's a lot
Have a nice Day :)
MD Irfan